Mera naam Aara hai. Main us waqt 21 saal ki thi aur
us waqt maine B.A. paas kar liya tha. Mere ghar me
shuru se hi ladkiyo ko akele baahar jaane ki ijazat nahi
hai. Main ek lower middle class ki ladki hoon aur bade
hi sadharan se pariwar se hoon. Hum wahi log hain lo
ek chote se kasbe me apni saari umar bita dete hain.
Hum motor cycle hi afford kar sakte hai.
Main bhi ek aam ladki jiski aam si saheliya aur aam si
zindagi thi. Maine B.A private kiya hai aur main
English me acchi nahi hoon.
Meri zindagi me main apne shauhar,devar, sasur aur
bhai se sambandh bana chuki hoon. Is baat par yakeen
karna bada mushkil hai lekin yahi meri zindagi hai.
Main to sirf apne shauhar ko hi apna jism dena chahti
thi lekin kudrat ke khel me fans kar haar kar reh gayi.
Aaj jab main peeche dekhti hoon to sirf takleef ke kuch
aur nahi paati. Rona meri kismat aur lutna meri kismat
ki lakeer ban gayi hai.
Aaj bhi yaad hai mujhe sab mere sasural wale mujhe
dekhne aaye the.
Laalchi log lekin baato se shareef.
Main apne maa baap ki eklauti ladki hoon aur apne
bade bhai se choti hoon.
Ye baat kareeb ek saal pehle ki hai, mere imtehaan ka
result aa chuka tha. Maine B.A. pass kar liya tha, ghar
me sab ne rahat ki saans li. Aisa nahi tha ki meri
padhai par jyada kharcha ho raha tha lekin ladkiyo ki
padhai se faiyda hi kya hota hai.
Main khush thi.
Meri maa mujhe padhane ke liye bilkul raazi na thi.
Maine bhi jyada zidd nahi ki.
Maa meri shadi ke liye baba ko roz kehne lagi,mere bhi
armaan the ki main kuch ban jaun lekin phir main
khamosh ho gayi.
Phir ek din aisa aaya jab mujhe dekhne ke liye ladke
waale aane waale the. Main thoda ghabra si gayi, maa
to mujhse bhi jyada ghabrai huyi thi. Mere pahenne ke
liye koi naye kapde bhi na tha. Maine apni khaala zad
bahen jo meri hi umar aur mere hi deel daul ki thi usse
kapse liye. Meri khaala jo mujhse kai makaan door
rahti thi ghar par aa gayi. Unka naam Hina hai. Meri
maa Hayaat unko bahut maanti hain. Khala Hina paise
ke maamle me humse thoda behtar hain. Unke shauhar
Dilshad ki Cement ki agency hai. Meri khala ne meri
maa se kaha ki mujhse kasbe ke beauty parlor bhej
dein taaki main khoobsurat lagoon. Subah ke 9 hi baje
the. Meri maa ne mujhe mere bhai ke sath kasbe ke
eklaute beuaty parlor bhej diya. Main pahli baar beauty
parlor gayi thi. Wahan par pehle se hi do ladkiya theen
jinke chehre par kuch laga hua tha. Main andar dhakhil
huyi to, beauty parlor ki ladkiya mujhe dekhe lagi.
Unhone mujhe sar se pair tak dekha aur unke chehre
par ek hasi si aa gayi. Shayad wo mujhpar aur meri
gareebi par hans rahi thi. Ek ladki jo lambi si thi usne
mujhe poocha kya karwana hai? kya shaadi ke liye
taiyyar hona hai? maine kaha ki nahi ladke wale
dekhne aa rahe hain. Meri is baar par wo do ladkiya wo
pehle hi se khursi par baithi theen khilkhila kar hans
padi. Main sharmsaar si ho gayi. Jaane kyun hum
lower middle class ke log har baat par sharminda ho
jaate hain.Chahe hamari galti ho ya na ho. Ye ameer
log aur rutbe waale agar koi baat zor se kahein to hum
unki baat maan lete hain. Hamara mulk chahe ghulami
se azaad ho gaya ho lekin hum apni ghareebi se abhi
tak azaad nahi huye.
Mujhe kone me pade ek sofe bar baith kar intezar
karna ka isaara kiya gaya. Kuch der baad ek aur ladki
parlor me dakhil huyi. Mujhse ek khaali padi khursi par
baitne ko kaha gaya. Us ladki ne mujhse wahi sawaal
kiya hi tha ki pehle se maujood do ladkiyo me se ek ne
kaha ki madam ko ladke wale dekhne aa rahe hain
lekin is baat par is ladki ho hasi nahi aayi. Wo tunak
kar boli ki in logo ne ladkiyo ko bazar me saji huyi ek
cheez samajh rakha hai.
Phir wo shuri ho gayi meri chehre,gardan,pair ke
nakhoon, haant ke nakhoon, palko aur na jane kya kya.
Mujhe ehsaas hi nahi tha ki ye sab bhi hota hai.
Khair kaafi time baad unhone mujhe 850 rupees
mainge, jo maine apne bhai Aarif jo bahar khada tha
ussse le kar parlor wali ladkiyo ko de diye.